Monday 14 May 2018

jangon mandiyon pairon tangon ke bich me aane wale pimples khujli ko hamesha ke liye khatam karna hai asaan Hindi English tips

kya aap aap ki jangon mandion ke bich me aane waali khujli pipmalss se pareshaan hain ?
kyaa aap ke peat ke niche kaale gajkaran ka gool bada sa kaalaa dhaba bangaya hai ?
to doston is ka asaan sa aur pakka ilaaj hum aaj aap ko bataa ne wale hai
is ko azmaa kar aap ko zaror achaa result milega
to doston aap ko bass karna hai ye kaam
aap ko kharidna hai medical shoop se lobate gm naam ka ye cream jo abbott company ka hai abbott company ek standear international company hai.
to is ko ka use kaise kare hum batate hain
aap ko din me kam se kam 2 baar nahana hai  15 dino tak aur aap ko lagana hai lobate gm cream ko 2 baar
shaam ko sone se pahele aap ko is ko achi tarha lagana hai phir subha aap ko aap ne naha na hai nahane ke baad phir iskio lagana hai
phir 5 ya 6 baje aap ko nahana hai naha kar shaam ko phirse is cream ko lagana hai  agar aap ko bohat hi khuja raha hai to aap ATAREX 25 MG ki ye goli khani hai is se aap ko khujane ki chahat mahesoss nahi hogi
aisa aap ko 15 dino tak karna hai doston yakhin maniye aap ko aaisa result milega jo aap ko kisi doctor ki davon se nahi mila hoga
doston agar aap ko ye post achi lagi to shear karna aur humko subscrib kar ke follow  bhi karna

No comments:

Post a Comment